About



 About Me 

Author & Founder 
Welcome to Support Me Help - Internet Ki Jankari Hindi Me
Hello Dosto Mera Name Hasnain Raj Hai,
Mai purnea Bihar (India) se hu, Mujhe Bachpan se hi logo ki help Karna acha lagta hai. Iss liye Maine blogging ki suruwat 2016 se ki uske bad main study me lag gaya, phir ab mai blogging start kiya hu or  Hindi Me Internet Ki Jankari Share Krta hu
mai soch raha hu Sabko Internet Ki Jankari Hindi Me Mile or oh apna online business start kar sake. jo log blogging or Internet ke Jankari hindi me lena chahte hai unke liye acha hai or wo yaha par step by step follow kar sakte hai,
Aur Internet Ki Jankari Hindi Me prapt kar sakta hai, 

Gyani Blogger Ke Bade Me

Maine Gyani Blogger Ko Oct 2017 me start kiya. Mai is website par, blogging tips, website Kaise Banaye, SEO, Google Webmaster tool, Photoshop, Designing, Online Internet Se Paise Kaise Kamaye Uski Tips, Create New Account, Make Money Youtube, Paise Kamate Hain Affiliate Marketing se in sab ki jankari Hindi me share Karta hu.

Gyani Blogger Mission

Is website ka ye mission hai ki ache se ache jankari Hindi me share ki Jaye or logo tak puchaya jaye jo Internet me interest rakhte hai or unko hindi me internet ke bare me padhna chahte hai to ye website unke liye bahut helpful hai aap is side ke madad se aap computer ki study kar sakte hai.
Yeha par hum Besic se lakar Advance level tak internet ke bare me jankari  ( knowledge ) share karenge.
Aap is website me har raj kuch naya Janege,
Agar aapke pass  koi sawal hai or uska jawab chahiye internet ke bare me to aap yeha pe comment kar ke puch sakte hai aap chahe to mujhe social media par follow kar sakte hai.